Kisine"MAA"Se Sawal Kiya k Agar Aap k Qa

Kisine"MAA"Se Sawal Kiya k Agar Aap k Qadmo $e Jannat Le Li Jaye
Or
Aapse kaha Jaye K kuch Or Manglo,To
Aap Khuda se kya mangogi?
to
"MAA" ne Bohot Khubsurat Jawab Diya,
Ki
"Me Apni Aulaad ka NASEEB Apne Hath se Likhne Ka Haq Mangungi, Kyo Ki
Unki Khushi K Aage Mere Liye HAR Jannat choti Hai