Kisi ke khatir mohabbat ki inteha kar do

Kisi ke khatir mohabbat ki
inteha kar do…..

Lekin itna bhi nahi ki usko
khuda kar do…….

Mat chaho kisi ko toot
kar itna……

ki apni hi wafao se usko
bewafa kar do……