Baatein aisi karo ke jazbaat kabhi kam na ho

Baatein aisi karo ke jazbaat kabhi kam na ho;
Khayalat aise rakho ke kabhi ghum na ho;
Dil me apni itni jagah dena hume;
Ke khali-khali sa lage jab hum na ho ...