Khule aasma me zamin ki baat na karo

Khule aasma me zamin ki baat na karo
Jee lo zindagi, khushi ki aas na karo

Takdir badal jayegi apne aap hi
Muskurana sikh lo,wajah ki talash na karo..