Main chahta hi na tha use Lajawab karna

Main chahta hi na tha use
Lajawab karna,

Wrna jawab mere paas us k
har swal ka tha,

Uski jeet se hoti thi khushi
mujhko

Yhi jawaB mere pas apni
haar ka tha..!!