Tum wafa ki baat karte ho

tum wafa ki baat karte ho....

jisne kabhi wafa nahi ki......

wafa kya hai ?

ye mujhse pucho.......

tere naam par jeeti hu muddat se .....

tere naam par mar jaugi.......