Bhikhre sitare mai samet nahi paya

Bhikhre sitare mai samet nahi paya...!!!
Nadiyo sa safar tha pr aage bad nahi paya...!!
Hmari kahani ka to safar hi itna tha...!!
Shuru krne ka irada tha pr kr nahi paya...!!!