meine kaha woh sapna hai.......

meine kaha woh sapna hai.......
dil ne kaha phir bhi apna hai....

meine kaha woh do pal ki mulaqat
hai....
dil ne kaha ye sadiyo ka sath hai....

meine kaha woh meri haar hai......
dil ne kaha yahi to pyar hai.........