Gile kagaz ki tarah hai zindagi apni

Gile kagaz ki tarah hai
zindagi apni.!!!
Koi jalata bhi nahi.!!
koi bahata bhi nahi.!!!
.
Is kadar akelen hai
Dil ki rahon me.!!!
Koi satata bhi nahi.!!
Koi manata bhi nahi . . .

No comments: