Guzri hui jindgi ko kabhi yaad na ka

"Guzri hui jindgi ko
kabhi yaad na kar,
Taqdir me jo likha hai
uski fariyad na kar...

Jo hoga wo hokar rahega,
Tu kalki fikar me
apni aaj ki hasi
barbad na kar...


Hans marte hue bhi gata hai
aur Mor nachte hue bhi rota hai...

Ye jindagi ka funda hai boss
Dukho wali raat
neend nahi aati
Aur
Khushi wali raat
kaun sota hai!

No comments: