Bhar aati hain aakhein jab wo sang hota hai

Bhar aati hain aakhein jab wo
sang hota hai,,

Dekh kar usko dard dil ka
kam hota hai,, 

Kaise na jhukega sir unke
kadmo mein,,

Jinke aane ki khushi or jane
ka gum hota hai...

No comments: