Kitna ikhtiyar tha usko apni chahat pe

"Kitna ikhtiyar tha usko apni chahat pe
Is liye jab chaha yaad kiya jab chaha bhula diya"

"Janta tha wo mujh ko behlane k har andaz
Is liye jab chaha hansa diya jab chaha rula diya"

"Rakhta to tha wo mera bohot hi khayal
Is liye jab chaha khafa kiya jab chaha mana liya"

(¯`•.•´¯) (¯`•.•´¯)
*`•.¸(¯`•.•´¯)¸ .•´ ...
☆ º `♥•.¸.•♥´ º ☆.¸¸.•´¯`♥

No comments: