Suna hai aur koi chahne laga hai tumhe

Suna hai aur koi chahne
laga
hai
tumhe...
Hmse jyada chahe to
uske ho
jana.....
Hmne tumhari yaad mai
aansoo
k
dariya baha diye....
Uski aankho mai nami
bhi aaye
to
uske ho jana...
Hmne tumhari khatir
khud ko
jala
diya...
Usne agar chiraag bhi
jala
diya uske
ho jana....
Hmne tumhAre liye
neend bhi
kurbaan kr di...
Wo ek raat bhi jaage to
uske
ho jana....
Bas agar koi mujhse
jyada
tumko
chahe to uske ho jana..

No comments: