Jab jab mein leta hun saans tu yaad aati hai,
Meri har ek saans mein teri kushbu bas jaati hai,
Kaise kahoon tere bina mein zinda hun,
Kyu ki har saans se pehle teri khusbu aati hai…:)

No comments: