Ek bar Insan Ne Koyal se, Kaha tu kali na hoti to kitni Achchi hoti

Awsm lines.....
Ek bar Insan Ne Koyal se, Kaha tu kali na hoti to
kitni Achchi hoti,;-) .
.
Sagar se kaha tera pani khara na hota to kitna
Achcha hota,;-) .
.
Gulab se kaha tujme kante Na hote to kitna
Achcha hota,;-) . .
.
Tab Teeno ne 1sath kaha, Insan Tujh Me Dusro ki
"KAMIYA" Dekhne ki Adat na Hoti To Tu kitna
Achcha Hota........

No comments: