Pyar ka tarana uphar ho

Pyar ka tarana uphar ho
Khushiyo ka nazrana beshumar ho
Na rahe koi gam ka ehsas
Aisa navratra utsav is saal ho!
Happy Navratra!
`
Maa ki jyoti se prem milta hai
Sabke dilo ko marm milta hai
Jo bhi jata hai maa ke dwar
Kuch na kuch jarur milta hai.
Shubh Navratri
`
Aapi shako to aapni dosti magu chu,
dil thi dil no sahkar magu chu,
fikar na karo dosti per jaan lutavi dais,
rokdo vyavhar che kya, udhar mangu chu…
Happy Navratri!
`
Ramji ki mahima
Sita maa ka dhairya
Lakshmana ji ka tej aur
Bharat ji ka tyaag
hum sabko jeevan ki seekh deta rahey.
Happy Chaitra Navratri.
`
Maa durga humein sarvshreshtha banne ka
Saahas-ichha-dhairya pradan kare.
Unki aseem kripa hum par bani rahe!
Apko aur apke parivar ko
Navratri ki shubhkamnaye..
`
Lakshmi ka hath ho
Saraswati ka sath ho
Ganesh ka niwas ho
Aur maa durga ke aashirwad se
Aapke jeevan mai prakash hi prakash ho!
‘Happy Navratri’

No comments: