Sad SMS | Broken heart SMS | Text Messages

jaise chahte the hum unhe…
vo bhi humein chahte toh kya baat thi…
pane ka arman toh tha… bin mange mil jate toh kya baat thi…
is dil mein pyar tha itna… vo jaan lete to kya baat thi…
humne manga tha unko khuda se…
vo bhi hamein mang lete toh kya baat thi…

---------------------------------------------------

kisi ke vaade par jindagi tabah kar baithe,
deewangi me ye kaisa gunah kar baithe,
ek chand ki aarzoo ke liye,
apni haseen raton ki fanah kar baithe..

---------------------------------------------------

unhone jab dil ka haal batana chod dia,
hamne bhi unke kareeb jana chod dia,
jab unko hi ehsas nahi doori ka,
to hamne bhi ehsas dilana chod dia.. 

---------------------------------------------------

jaankar bhi wo muze jaan na paye,
aajtak wo muze pehchan na paye,
khud hi karli bewafai humne,
taki unpar koi ilzaam na aaye..

---------------------------------------------------

mukaddar ka garib dil ka amir tha,
milkar bichadna mera naseeb tha,
chah kar bhi kuch kar na sake hum,
ghar bhi jalta raha aur samundar bhi kareeb tha.. 

na pucho mere sabr ki inteha kahan tak hai,
wo karle sitam uski takat jahan tak hai,
wafa ki umeed jinhe hogi unhe hogi,
ab dekhna hai wo bewafa kahan tak hai.. 

---------------------------------------------------

hamen pyaar ka hisab bahin aata,
unka palatkar jawab nahin aata,
hum hain ki unki yaad me sote tak nahi,
aur unko sokar bhi hamara khwab nahi aata.. 

---------------------------------------------------

kabhi koi apna anjaan ho jata hai,
kabhi kisi anjaan sse pyaar ho jata hai,
jaruri nahi jo khushi de usi se pyaar ho,
dil todne walon se bhi aksar pyaar ho jata hai.. 

---------------------------------------------------

unke chehre par noor is kadar hai,
ki unki yaad me rona bhi manzoor hai,
bewafa bhi nahi keh sakte unko,
kyunki pyaar to hamne kia tha wo to bekasur hai.. 

---------------------------------------------------

pakar kuch khone ka maza aur hai,
band aankhon se rone ka maza aur hai,
aansu bane lafz aur lafz bane gazal,
us gazal me tere hone ka maza aur hai.. 

---------------------------------------------------

zindagi hai nadan is liye chup hun,
dard hi dard hai subah sham isliye chup hun,
keh dun zamane se dastan apni,
usme aayega tera naam isliye chup hun.. 

---------------------------------------------------

umeed pe hum jiye jate hai,
zaher bhi dawa samaz kar piye jate hai,
ek wo hai ke aane ka naam nahin lete,
aur hum hai ke unka intezaar kiye jate hai..

---------------------------------------------------

Is tarah intezar ka dard hoga socha na tha,
Bewajah dil toot jayega socha na tha,
Socha tha ab kabhi pyar nahi karenge,
Par har baar dil yu hi naadaani karega socha na tha...

---------------------------------------------------

Kabhi khamoshi bhi bahut kuch keh jati hai,
Tadapne ke liye sirf yaad reh jati hai,
Kya Farak padta hai dil ho ya koyla,
Jalne ke baad to sirf raakh rah jati hai…

---------------------------------------------------

tum jaam tutne ka bahana na karo,
hum tumhari aankhon se pi lenge,
tum na aao bus aane ka wada karo,
hum saari umar intezaar me jee lenge..

---------------------------------------------------

Ek Khushi ki chaah mai har khushi se dur huye hum...
Kisi se kuch keh bhi na sake itne majbur huye hum..
Na aayi unhe nibhaani pyar mai wafaa...
Aur jamaane ki najar me bewafa ke naam se mashur huye hum... 

---------------------------------------------------

Nakaam si koshish kiya karte hain,
Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,
Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,
Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hai

---------------------------------------------------

utra chand humare aangan me
sitaro ko yeh gawara na thaa,
hum to sitaro se bhi bagawat kar lete,
magar wo chand hi humara na tha.. 

---------------------------------------------------

Hazaro ki ginti to hame nahi aati,
par khayal kuch aisa hai,
ke ret ka har zarra agar nayab hira ban jaye,
to tohfe me aapko registan dene ki khwaish rakhte hai. 

---------------------------------------------------

Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye,
bhul k bhi tujhe bhulun wo ehsaas na aaye,
tu bhule to teri marzi,
MAIN bhulu to agli saans na aaye. 

---------------------------------------------------

Har raat ek naam yaad aata hai,
Kabhi subah kabhi sham yaad aata hai.
jab sochta hu ke kar lu dusri mohobbat,
Par fir Pehli Mohobbat ka ANJAAM Yaad ata hai. 

---------------------------------------------------

Pyar kehte hai aise jazbe ko
Dard me doob kar sambhalne KO
kisi ki yaadon me barbab ho kar raat bhar karvatein badalne KO
unke chere ki ek hasin jhalak k liye
jano dil unpe nisar karne KO.

No comments: