Kaash woh samajthe is dil ki tadap ko... Toh yun hamein ruswa na kiya hota... Unki ye berukhi zulm bhi manzoor thi hamein.., Bas ek baar humein samaj-liya hota....
Aapko Har Waqt Mujhe Chaahna Hoga.. Mere Pyar Ko Umar Bhar Nibhaana Hoga.. Is Janam Ki Baat Chhodo.. Har Janam Me Aapko Mere Liye Laut Kar Aana Hoga..!
Meherbani nahi tumhara pyaar maanga hai Tumhein manzoor hai Tabhi to yaar maanga hai.. Gairon ke dar se, tere shehar se Hai kasam rishta todoon na.. Tera rasta main chodoon na.. Tera rasta main chhodun na
True Lines:.!! Dil ki baat ko izhaar kehtay hain, Jhuki nigahon ko ikraar kehtay hain, . . . Sirf paanay ka naam mohabbat nahi , Kuch khonay ko bhi pyaar kehtay hain....