We are Providing Huge Collection of Mobile SMS,Text Messages.. Find All Types Of SMS Here In Hindi and English .
Showing posts with label Hindi shayari. Show all posts
Showing posts with label Hindi shayari. Show all posts
Do Baatein Unse Ki
Do Baatein Unse Ki ...
Dil Ka Dard Kho Gaya ...
Logo Ne Pucha Aaj Tumhe Kya Ho Gaya Hai ??
Hum Bekraar Aankho Se Sirf Ro Pade ...
Ye Bhi Na Keh Sake Ki ...
Humara Pyaar Kisi Aur Ka Ho Gaya Hai ... !!
Dil Ka Dard Kho Gaya ...
Logo Ne Pucha Aaj Tumhe Kya Ho Gaya Hai ??
Hum Bekraar Aankho Se Sirf Ro Pade ...
Ye Bhi Na Keh Sake Ki ...
Humara Pyaar Kisi Aur Ka Ho Gaya Hai ... !!
Tujhe yaad karte hain har sans k bad
Tujhe yaad karte hain har sans k bad
Kabhi subh se pehle kabi sham k bad
Kabhi milo to kuch karen batein
Ek jam se pehle ek jam ke bad
Dil ki dewaron pe tera nam likte hain
Kabhi fursat mein kabhi kaam ke bad
Mere marne k bad b log tujhe pukarenge
Kabhi mere naam se pehle kabhi mere naam k bad…

Dil Ke Rishton Ka Koi Naam Nahi Hota
Beautiful Shayari, Lovers Shayari, Hindi Shayari, Romantic Shayari,
Shayari For Girlfriend, Cool Shayari, Friendship Shayari, Shayari SMS,
♥ ♥ Dil ke rishton ka koi naam nahi hota
Mana ke is ka koi anjaam nahi hota
Agar nibhane ki chahat ho dono taraf
To tamam umar koi rishta nakaam nahi hota♥ ♥
Hindi Shayari On Love
Bin Uske Dil Ko Samjhau Kaise,
Jana Chahu Uske Paas To Jau Kaise,
Meri Har Saans Amanat Hai Meri,
Toot Kar Isase Jyada Unhe Chahu Kaise.
Jana Chahu Uske Paas To Jau Kaise,
Meri Har Saans Amanat Hai Meri,
Toot Kar Isase Jyada Unhe Chahu Kaise.
Kahi Andhera Kahi Raat Hogi
Kahi Andhera Kahi Raat Hogi,
Meri Har Khushi Tere Naam Hogi,
Ek Baar Kuch Maang Kar To Dekh,
Hotho Pe Hansi Aur Zindagi Tere Naam Hogi.
Wo Bhul Gaye Unhe Hasaya Kisne Tha
Wo Bhul Gaye Unhe Hasaya Kisne Tha,
Jab Wo Ruthe The Manaya Kisne Tha,
Wo Kahte Hai Wo Bahut Achcche Hai,
Wo Bhul Gaye Unhe Ye Bataya Kisne Tha.
Jab Wo Ruthe The Manaya Kisne Tha,
Wo Kahte Hai Wo Bahut Achcche Hai,
Wo Bhul Gaye Unhe Ye Bataya Kisne Tha.
Chandni Hai Uski - Hindi Shayari
Chandni Hai Uski, Jo Chand Ko Pana Sikh Le,
Yu To Sabhi Aaye Hai Rote Huye Jahan Me,
Par Sara Jahan Hai Uska Jo Muskurana Sikh Le,
Kuch Bhi Najar Na Aaye Andhero Me Rahkar,
Roshani Hai Uski Jo Shama Jalana Sikh Le,
Har Gali Me Mandir, Har Raah Me Masjid Hai,
Par Khuda Hai Uska, Jo Sar Jhukana Sikh Le,
Har Sine Me Dil, Har Dil Me Pyar Hai,
Par Pyar Milta Hai Usko, Jo Dil Lagana Sikh Le,
Logo Ka Kafila Usi Ke Sath Hota Hai,
Jo Sachche Dil Se Rishte Nibhana Sikh Le,
Khushi Ki Talash Me Jindagi Gujar Jati Hai,
Par Khushiya Usi Ko Milti Hai, Jo Dusro Ke Gum Mitana Sikh Le.

Hindi Love Shayari
Kimti Palo Ko Yu Hi Na Bitana,
Haste Rahna Aur Hume Bhi Hasana,
Hume Yaad Karte Ho Aap Itna Kafi Hai,
Kabhi Bhul Jana To Hume Na Batana.
Haste Rahna Aur Hume Bhi Hasana,
Hume Yaad Karte Ho Aap Itna Kafi Hai,
Kabhi Bhul Jana To Hume Na Batana.
Subscribe to:
Posts (Atom)