Reh na pao ge kabhi bhula kar dekh lo. Yakeen nahi aata to aazma kar dekh lo. Har jaga mehsoos hogi kami humari. Apni mehfil ko kitna bhi saja kar dekh lo..!!
Khwahish aisi karo ki aasman tak ja sako, Dua aisi karo ki khuda ko pa sako, Yun to jeene ke liye pal bahut kam hain, Jiyo aise ki har pal mein zindagi pa sako.....
Naseeb mera Q mujhse khafa ho jata hai.., Apna jisko mano wo bewfa ho jata hai.., Q na ho shikayat meri najro ko raat s, Sapna pura hota nhi or Sawera ho jata hai.."
Kisi ki anmol chahat ko mazak me na lena, kisi se dil laga ke tod na dena, jis ko tumhare bina jine ki aadat na ho usko, akele jine ke liye chhod na dena......
Zindagi jaise ek saza si ho gayee hai, gham ke saagar mein is qadar kho gayee hai, tum aa jao waapis yeh guzaarish haimeri, mujhe shayad tumaari aadat si ho gayee hai.