Showing posts with label funny gazal. Show all posts
Showing posts with label funny gazal. Show all posts

Hindi Ghazal 2013

Jawab Chahye…

Mujhe apne chand Sawalon ka jawab chahye
Tumarey Dil mai thori si jaga chahye

Tujh ko Mere siwa kisi aur ka Khayal na rahey
Teri Zindagi mai Mujh ko wo Maqam chahye

Jo waqt b Hum ne Tere Bina guzarey hain
Wapis Mujhe wo apne Shab-o-Roz chahye

Teri Zindagi mai Meri kya Ahsiyat hai RAZA
Sab kuch chor, is baat ka Jawab Chahye Mujhe

Funny Mobile Ghazal - Mobile Hai Har Larrki Ki Shan


"FUNNY GHAZAL"

Mobile Hai Har Larrki Ki Shan,

Call Kar K Larrkon Ko Karti Hein Pareshan,

Miss Call Aur SMS Kar K Kehti Hein Meri Jaan!,

Tumhari Aawaaz Sun'nay Ko Tarastay Hein Meray Kaan,

15 Boy Friends Bana Kar Banti Hein Pehlwaan!,

Apni Friends Ko Har Raaz Bata Kar Karti Hein Heraan,

Kehti Hein Larrkon Ko Ullu Banana Bohot Hai Aasaan,

Hosh Kar Meray Yaar Aankhen Khol K Pehchaan,

Mat Aa In Larrkiyon K Chakkar Main Ye Sub Hein Shetaan,

Ab Kisi Larrki Ki Call Aaye To Us Ko Bolna Jee Baji Jaan?,

Aur Us Ka Number Send Kar Do Mujhay,

Mein Bana Doon Ga Us Ko Aap Ki Bhabhi Jaan;-))