Aise likhne ka bhi kya fayda jo jhuta lage, Aise rang ka bhi kya fayda jo fika lage, Shayri woh hai jo dil se nikle, aur jise sunke, Her dil mein thoda sa to dard jage....
दिल ने तेरे प्यार पर मजबूर मुझ को करदिया इस जहां की हर ख़ुशी से दूर मुझ को करदिया जिस क़दर चाहा था दिल ने पास तेरे आने को इस क़दर दुनिया ने तुझ को मुझ से दूर करदिया .
दिल की आवाज़ को नगमा बना दूंगा धडकनों को मेरी में साज़ बना दूंगा इंतजार है मुझे भी किसी खुबसूरत परी का "पास तो आये वो मेरे , उसे प्यार करना सिखा दूंगा..
Door jakar bhi hum door jaa na sakenge, Kitna royenge hum bata na sakenge, Gham iska nahi ki aap mil na sakoge, Dard is baat ka hoga ki hum aapko bhula na sakenge…
Yaad rukti nahi rok paane se. Dil maanta nahi kisi k smjhane se. Ruk jati hai dhadkene aapko bhool jane se. Isliye aapko yaad karte hai zine k bhane se...
Ishq wale ankhon ki baat samajh lete hain, Sapno mein mil jaye to mulaqat samajh lete hain. Rota to asman bhi hain apne Bichde pyaar ke liye, Par log use barsat samajh lete hain…
Ahista ahista aapka yakeen karne lage hain…. Ahista ahista aapke kareeb aane lage hain… Dil tho dene se ghabraathe hain… Magar ahista ahista aapke dil ki kadar karne lage hain….
Main To Shayer Hoon, Mujhe Kya Pata Science Kya Hoti Hai, Nazroun Se Chaandh Ojhal Hota Hai, To Bechain Ho Jaata Hoon, Din Ke Ujaley Mein Bhi Tujhey Chahta Hoon, Raat Ke Andhray Main Bhi Tujhey Dhoonta Hoon, Mai To Shayer Hoon, Mujey Kya Pata Science Kya Hoti Hai…
Tere husne ke hum diwane ho gaye Tuhje apna banate banate hum khud se begane ho gaye Na chod na mujhe tu aaye zalim Tere kareeb aakar hum duniya se dur hogaye…