We are Providing Huge Collection of Mobile SMS,Text Messages.. Find All Types Of SMS Here In Hindi and English .
Showing posts with label shayri. Show all posts
Showing posts with label shayri. Show all posts
Killer shayaris 2012-2013
1.) Mehbooba ke pyaar mein mar gaya peter,
Mehbooba ke pyaar mein mar gaya peter,
Hero Honda Splendor 80km/Litre
2.) IPL ke matches dekh ke logon ko maza aaraha hain,
IPL ke matches dekh ke logon ko maza aaraha hain,
12 saal se CID ka Daya ek hi Qualis Chala raha hain
3.) Hollywood ka hero hain TOM CRUZ,
Hollywood ka hero hain TOM CRUZ,
Pudhil Station Santa cruz...Agla Station Santa cruz..Next Station Santacruz
4.) Na jaan na pehchaan, tu mera mehmaan,
Na jaan na pehchaan, tu mera mehmaan
And the award goes to A.R.Rehman.
5.) Manchester United mein khelta hain ROONEY
Manchester United mein khelta hain ROONEY
ACP Pradhuymann ne kaha " aakhir chahta kya hain khooni"
Desi Shayari Hindi ,Punjabi Desi shayari ,Desi Love shayari,Desi shayari sms.
Desi Shayari Hindi & Urdu
Toota hy zoor teir hawaon ka akhirsh
Toota hy zoor teir hawaon ka akhirsh
ye or baat kitny parindon par gay
…
Desi Shayari Punjabi & Urdu
qaaasid k aatay aatay hat ik aoor likh rakhoon
qaaasid k aatay aatay hat ik aoor likh rakhoon
main janta hn jo wo likhain gay jawab main
…
Desi Love shayari in Hindi & Urdu
me us ka hon ye raz wo janta ha faraz
me us ka hon ye raz wo janta ha faraz
wo kis ka ha ye sawal mujy sony nhe deta
…
Desi shayari sms
mujhy maloom hy tum mujhy ko bhool jaao gay lekin
mujhy maloom hy tum mujhy ko bhool jaao gay lekin
palat kar jab bhi aao gay mohabbat muntazir hogi
…
Desi Shayari Hindi
Pocho tu ek ek hy tanha sulag raha
Pocho tu ek ek hy tanha sulag raha
dekho tu shehar shehar hy mela laga howa
…
Desi Shayari Hindi and punjabi
Es lieye bhi raat ko ghar sy nikal ata ho may
Es lieye bhi raat ko ghar sy nikal ata ho may
sardiyon ke chand ko ehsas-y tanhai na ho
…
Desi love shayari
Ajj sharmata hy soraj os sy
Ajj sharmata hy soraj os sy
wo jo taro sy hiya karta tha
…
Desi Shayari sms
Mere jismo jan pe haq tumhara hai
aaj tum kahte ho ki mere jismo jan pe hak tumhara hai
par hum kaise man le ki aap par hak humara hai
kyoki hum jaante hai ki aaj bhi apne
aashiq ki baho mei jane ka sapna tumhara hai
…
Desi shayari in hindi
Sazaaon ko kon dekhe ga
Rah_E_Wafa Me Sazaon Ko Kon Dekhy Ga,
Safar He Dhoop Ka Chaon Ko Kon Dekhy Ga,
Hum Apni Zid Pe Aye To Cheen LenGe Tuje,
Tere Shehar Ki Ghataon Ko Kon Dekhy Ga,
Bichar To Jayen Magar Phir Khayal Aata Hai,
Teri In Dilkash Aadaon Ko Koun Dekhy ga.
…
Desi sad shayari sms
Tu mila hai tou yeh khayal aya
Tu mila hai to yah khayal aaya,
Zindagi itni mukhtasar kyo hay..
Banke ik saaya wo meri zindagi me aaya!
Banke ik saaya wo meri zindagi me aaya!
Na jaane kaun, aaya kaha se thaa ? ........
Aahat Se Uski Mujhe Hone Lagi Thi Wahshat,
Par woh mujh ko Paigham-e-mohabbat De Gaya Tha !
Dil mein uthi Tadap, us ki Sakhawat dili ki wajah se,
Aur aisa nasha hua, jo ki jaavedaa tha!
Us ke aane say jo is dil main roshni hui hai ab
Warna to is dil mein koi taara bhi na chamka tha
Dekha Jab sab ne , meri aankho main us ka chehra,
Sab ko laga aaj who mujhey apney dulhan bana gaya tha!

Subscribe to:
Posts (Atom)