Showing posts with label funny sms. Show all posts
Showing posts with label funny sms. Show all posts

Wo kehta h LADNE se "MOHABBAT" badhti hai

Wo kehta h LADNE se
"MOHABBAT"
badhti hai.
.
.
. . .
.
.
.
. .
. .
.
.
. .
Yeh sunte hi main uski aankh
pe"MUKKA" mar k bhag gaya.
<(',')>
...) ( _/ /_ thik kiya na..??

Ladka-Ladki ek restaurent me date par they

Ladka-Ladki ek restaurent me
date par
they....
.
.
Ladke ke father ne unhe dekh
liya...
.
Father ne ladke ko phone kiya -
kaha pe
hai bey tu ?
.
.
.
Ladka- collage me hu papa,
aaj mera paper hai....
.
.
.
.
Father- zara dhyan se beta,
iss paper ka result aaya to jaan se
Maar
dunga
jo samjh gya 

4 Students funny sms

4 Students Ne Paper Ki Tayari Nahi Ki,.
.
.
Unho Ne 1 plan Banaya Aur Wo Agle Din Principal
Ko Bole,.
.
.
Sir Hum Shadi Mein Gaye The,.Raste Me Gaadi Ka
Tyre Puncher Ho Gaya, Hum Saari Raat Dhaka
Lagate Rahe, Is Liye Padh Nahi Sake,..
.
.
Pricipal Ne Maan Liye Aur Unhe 1 Din Ka Time
Diya,
.
.
1 Din Baad Unhe 4 Alag Rooms Mein Bithaya, Aur
Sirf 1 Sawal Diya,..
.
.
Q:" Konsa Tyre Puncher Tha..??
.
.
.1:" Front Right.
.
2:" Front Left.
.
3:" Back Right.
.
4:" Back Left..
.
.
Note:" Agar Sabka Same Jawab Hua to Sab Pass.
.
.
hahaha Students
 

Kamina Bachha Sms 2013

~~~Kamina Bachha~~~~~~
Boy : "Papa mummy ka pait itna
phula hua kyun hai..??
.
.
.
Papa : "Kaminey tujhe sab pata
hai.. /
.
.
.
.
Boy : "Promise papa mujhe nahi
pata..Aap batao na..
.
.
.
.
Papa : "Paani bhara hua hai
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Boy : "Oh No.!! Phir to Bhai doob hi
gaya hoga...

Confidence dekho logon ka

Mujhse woh Kehti hai ki tumhari zindagi ko jannat bana dungi....
.
.
.
.
.
.
.
Banani usko 'Maggi' bhi ni aati...
.
Confidence dekho logon ka.. :))

New Generation SMS 2013

New Generation..
.
1 Aurat Ne 5 Saal Ke Bachche Ko
Cigratte Peete Dekha To Bachche
Se
Kaha:
.
" Kya Tumhare Parents Ko Maloom
Hai
Ki
Tum Cigratte Peete Ho ??
.
.
.
.
.
BACHHA:" Dhuwan Chhodte Hue,,,
.
.
.
Mohtarma ! Kya Aapke Shohar Ko
Maloom Hai Ki
Aap Ek Gair MARD Se Baate Kar
Rahi Hai...???...

o teri ye bacha to baap nikal gya

Funny News channel sms 2013

Mujhe to News channel wali Aunty se darr Lagta hai....
.
.
.
Kehti hai.
.
.
.
.
Jo sub Chupaate hai, wo hum dikhate hai....
Touba-Touba..

3rd class ka baccha apni Miss se kehta hai Mai apko kesa lagta hu

3rd class ka baccha apni Miss se kehta hai Mai apko kesa lagta hun.. ??
.
Miss:" so sweet
.
Baccha:" To phir mai apne ammi
abbu ko aap ke
ghar kab bheju.. ??
.
Miss:" wo q ??
.
Bacha:" q ki wo hamari baat aage
chalaye...
.
.
Miss:" ye kya bakwas hai..
.
.

Sonia Gandhi and manmohan singh funny sms

Sonia Gandhi:" I am bored, message me few jokes..
.
.
.
.
Manmohan Singh:" Madam, I am in a cabinet meeting taking important decisions..
.
.
.
.
.
Sonia:" Ha..Ha..Ha.. Good One!! Send few more...

jaan tumse ek baat kehna chahta hun

Boy on date in Restaurant:" jaan tumse ek baat kehna chahta hun..
.
.
Girl:" Kya ??
.
.
Boy:" I already have a girlfriend
.
.
.
.
.
Girl:" Dara diya saale, mujhe laga paise nahi hain f9.laugh

Samajhdar ladkiyo ki to kami nai h duniya me


Samajhdar ladkiyo ki to
kami nai h duniya me..
Me-Hey I Have Just
Installed
Windows 8 In My
Pc .
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
.
Girl: Kis
Zamane Ka Hai Tu Gawar,
abhi
window 8 pe
ghum rha hai

1 Admi bakriyan chara raha tha

1 Admi bakriyan chara raha tha
.
Pathan: Yai bakriyan kahan le
Ja rahe
ho?
.
Admi (gussey se): Enhain School
chorny
Ja raha hon
.
Pathan: Mujhe Pagal samjha
hai? Aaj
tu Sunday hai....

Pati Gaana Gaa raha tha- Me Duniya Hila dunga Teri Chahat me

Pati Gaana Gaa raha tha- Me Duniya
Hila
dunga Teri Chahat me..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Patni- Rahne do Raat ko Khatiya to
Hila nahi pate, Duniya kya Khak Hilaoge

Army Training k doran 1 officer ne

Army Training k doran 1 officer ne
sipahi se pocha: Ye hath me kia hai?
.
.
Sipahi santa: Sir Ye bandooq hai...
Officer: Ye bandooq nhi tumhari izzat
or shan hai, tumhari maa hai maa!!
.
.
Then Officer to a sipahi banta Singh:Tumharehath
me ye kya hai?
.
Banta: Sir, Ye santa ki maa hai or
hamari aunty hai..!!

Marriage Anniversary Hai Wife Ko Chain Gift Diya Tha

Banta To Santa: Bahar
Kyon Baitha
Hai ?
.
.
Santa: Marriage
Anniversary Hai
Wife Ko Chain Gift Diya
Tha
.
.
.
Wife Ne Bahar Nikal Diya
.
.
Banta: Kyon? .
.
.
Chain Chandi Ki Laya
Kya ?
. .
.
Santa: Nahi Cycle Ki...!!

DiL to kehta h k Chod jaon ye Duniya

DiL to kehta h k Chod jaon ye Duniya
Phir khyal ata h k
-
-
-
- -
-
-
-
-
- mummy ji kE hone vali bahu ka kya
hoga??
('_')/ Na g Na
( ( program
! ! cancel

Boy and girls sms 2013


Boy Teasing A Girl : Ae Chalti Kya?
.
.
Girl : Kaha?
.
.
Boy : Wherever You Say...
.
.
Girl : Ok Lets Go Shopping . . . .
.
.
.
.
.

Girl in shop funny sms

Girl in shop:"Bhaiya
koi valentine card hai
Jisme likha ho..
"Tum hi mera pehla
aur akhri pyar ho"
.
.
.
shopkeper:"Haan hai..
.
.
.
.
.
.
Girl:"theek hai jaldi se
"9"de do..:))

Ek Girl Fansi Laga kar suicide kar Rahi Thi


Ek Girl Fansi Laga kar
suicide kar RahiThi..
.
.
.
Ek chote bacche ne usey
dekha..
.
.
.
.
.
.
.
.
aur uske paas ja kar bola..
.
.
.
Aleyyyyy.. sirf latkne se
height nahi
badegi..

Apni girlfrnd ki shadi mei ja k ye ehsas hua


Apni girlfrnd ki shadi
mei ja k ye ehsas
hua
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
ki
.
.
.