Showing posts with label holi sms. Show all posts
Showing posts with label holi sms. Show all posts

Whole Day Fun for holi


Khushiyan Ho Overflow Masti Kabhi Na Ho Low,
Tumhari Holi Ho Ekdam Number 1,
Aur Aap Karo Whole Day Fun...
Holi Mubarak...

Holi Mubarak ho mere yaar!


Rango ke tyohar mein sabhi rango ki ho bharmar,
Dher saari khushiyon se bhara ho aapka sansar,
Yahi dua hai bhagwan se hamari har bar,
Holi Mubarak ho mere yaar! 

wishu u Colourful Happy Holi!

Chadenge jab pyare rang, ek meri dosti ka rang bhi chadhana.
Lagne lagenge tumhe suhane sare rang,
Aur meri dosti ka rang chamkega hurdum tumhare sang.
Bolo sarararara....
Wish you a very mastiful and colourful Happy Holi!

Ekdum jhakaas holi

Apun wishing you a wonderful,
Super-duper,
Zabardast,
Xtra-badhiya,
Xtra special,
Ekdum mast and dhinchak,
Bole to ekdum jhakaas
¢â‚¬Å“Happy Holi¢â‚¬Â.

Happy Holi!!!!

Pichkari ki Dhar,
Gulal ki bauchar,
Apno ka pyar,
Yahi hai yaaron holi ka tyohar.
Happy Holi!!!!

Aye mere yaar aisi HAPPY HOLI


Rangon se bhi rangeen zindagi hai humari,
rangeeli rahe yeh bandagi hai humari,
kabhi na bigde ye pyar ki rangoli,
aye mere yaar aisi HAPPY HOLI.

khele holi hum tere sang

Khaa key gujiya, pee key bhaang,
laaga ke thoda thoda sa rang,
baja ke dholak aur mridang,
khele holi hum tere sang.
Holi Mubarak!

Rango mein ghuli ladki ...


Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi hai
Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai
Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein
Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi hai.

Happy holi {Direct dil se}

Na zuban se,
Na nigaho se,
Na dimag se,
Na rango se,
Na Greeting se,
Na Gifts se,
Direct dil se *AAP* ko;
"HAPPY HOLY" 

Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi


Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi,
Dher saari mithai aur mitha mitha pyar laayi,
Aap ki zindagi ho mithe pyar aur khusiyon se bhari,
Jisme samaaye saaton rang yahi shubhkamna hai hamaari.

Tumhari holi ho number one

Tumhari holi ho number one,
aur tum karo whole lotta fun!
wishing you a happy & colour full holi.

Aap hamare dil me rehte hain


Aap hamare dil me rehte hain,
Isliye hum apki itni kadar krte hain.
Koi hmse phle apko wish na kar de
Isliye 1 din phle he wish kar rahe hai
Happy Holi

HAPPY HOLI to you & your family

Pichkari ki dhar ho aap pe,
Rangoon bochhar go aap pe,
Khush rahen aap aur aap ka parivar,
Mubarak ho aap ko HOLI ka tehwar,
Wishing you a very very
HAPPY HOLI to you & your family.

Holi SMS in Hindi

Rango tum, rangu mein,
Rangde sara ye jahaan,
Bass hassen aur gale lagen,
Aur bhulen dhusmani ka nishaan !
Holi Mubarak Ho !
`
Khuda kare Har Sal chand Ban k aye
Din ka ujala shan Ban k aye
Kabhi dur na ho apke chehre se hansi
Ye Holi Ka teohar aisa mehman ban k aye..
`
Rang Udaye Pichkari,
Rang Se Rang Jaye Duniya Sari,
Holi K Rang Aapke Jeevan Ko Rang De,
Ye Shubha Kamana Hai Hmari.
`
Tum bhi Jhoome masti main,
Hum bhi jhoome masti main,
Shor hua saari basti main..
Jhoome sab holi ki Masti main..
Mast Mast ye Masti rahe sada aapki Kashti main,
Beet Gayi HOLI fir bhi..
Mubarak ho HOLI bheegi masti Main !
`

Apko Advance Me Mubarak Ho

Pyar k rang se bharo pichkari,
Sneh k rang se rang do dunia sari,
ye rang na jane na koi baat na boli,
apko advance me mubarak ho Happy Holi.

 

Holi SMS in Hindi


Holi ke rang mast bikhrenge,

kyuke piya ke sang ab ham bhi toa bheegenge…

Holi mein iss baar toa aur bhi rang honge,

kyuke mere piya bhi toa mere sang honge……

Holi SMS Shayari

Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi,
Dher saari mithai aur mitha mitha pyar laayi,

Aap ki zindagi ho mithe pyar aur khusiyon se bhari,
Jisme samaaye saaton rang yahi shubhkamna hai hamaari. ..

Holi SMS in Hindi

Holi rangoon ka tyohar hai,
Duniya rang birangi hai,
Main holi ke din apne sare dostoon ko …
Holi ki bahut bahut shubhkamnaein deti hoon,
Aur yahi dua karti hoon ki duniya mein
Aman aur shanti bani rahe,
Isi tarah dil se dil milte rahe,
logoon mein pyar badta rahe!

Happy Holi SMS in Hindi

Pyar k rang se bharo pichkari,
Sneh k rang se rang do dunia sari,
ye rang na jane na koi baat na boli,
apko advance me mubarak ho Happy Holi…

Happy Holi Sms In hindi

On this beautiful festival of vibrancy and colours, let's reiterate our commitment to each other by sharing all the different shades of life!
Happy Holi!