ONLY HINDI SMS COLLECTION | HINDI ME SMS


"Yaad"Jb dard badta hain "DIL" ka - Hindi sms by Bobby

Hindi dard sms











Jb dard badta hain "DIL" ka ,
Tujhey yaad kar Leta hun.
Bhigo kar Aankhen "Ashko" sey
Tujhsey "Mulaqaat" kar Leta hun.
Jb bhi dil karta hai tujhey chhuney ka "O Bewafa"!!
Kured kar "jakhmo" ko , Tujhey
chhuney ka "Ehsaas" kar Leta hun.
----
जब दर्द बढ़ता हैं "दिल" का ,
तुझे याद कर लेता हूँ.
भिगो कर आँखें "अश्को" से
तुझसे "मुलाक़ात" कर लेता हूँ.
जब भी दिल करता है तुझे छूने का "ओ बेवफा"!!
कुरेद कर "जख़्मो" को , तुझे
छूने  का "एहसास" कर लेता हूँ.

Ye raz hai zindagi ka-Life Sms in Hindi

Chehre ki hasi se har gam chupao,
Bahut kuchh bolo par kuchh na batao.
Khud na rutho kabhi par sabko manao,
Ye raz hai zindagi ka, bas jeete chale jao.

Dard Bhare Sms In Hindi- Ankho Ki Zuban

Ankhon Ki Zubaan Tu Samajhti Nahi
Hoth Mere Bhi Kuch Kah Pate Nahi
Kitna Bebas Hoon Khud Ko Toh Pata Nahi
Koi Unse Bataye Ki Bina Uske Raha Jata Nahi
~kamal sidhu
``
Ishq Ko Main Jaan Se Maar To Dun,
Laikin Sochta Hn Phir Krunga Kya
~Rajesh sharma
``
Vo doondhte rahe hame idhar udhar,
saayd unhe hamari tlass thi,
pr afsos jis jagah pr the unke kadam,
usi k niche hamari lass thi.

girl friend sms

A rose says I love you!
A smile says I like you!
A ring says I marry you!
But my Small SMS Says
"I REMEMBER you" Every time.. Every day..