Mujhe Itna Pyaar Kyun Krte Ho..

My Love :- Tum Mujhe Itna Pyaar
Kyun Krte Ho.. ??
Me :- Ek Tamannna Hai Tumhe Paane
Ki..
My Love:- Har Waqt Kyun Udas Rehte
Ho.. ??
Me :- Koshish Hai Tumhe Har Khushi
Dilane Ki..
My Love :- Har Waqt Kyun Sochte
Ho.. ??
Me :- Aadat Ho Gai Hai Tumhe
Khayalo Me Apna
Banane Ki..
My Love :- Kabhi Chand Bhi Chahkar
Apna Hua
Hai.. ??
Me :- Ek Umeed Hai Is Umeed Me
Zindagi Bitane Ki..
My Love :- Mai Na Mili Toh.. ??
Me :- To Koshish Karunga Zindagi
Mitane Ki..
My Love :- Tumhe Kya Milega Mar
Kar.. ??
Me :- Ek Umeed Agle Janam Me
Tumhe Apna Banane
Ki .. |♥|

Mere Piyar Ki Wo Inteha Puchtey Hai

Mere Piyar Ki Wo Inteha Puchtey Hai,

Dil Me Hai Ketni Jagah Puchtey Hai,

Chahte Hain Hum Unko Khud Se Jiyada,

Is Chahat Ki Bhi Wo Wajah puchtey Hai,

wah ri mohabat!! 

Ek pyari & awesome line ladki ki apne boyfrnd ke liye

Ek pyari & awesome line ladki ki
apne
boyfrnd ke liye...
Haa ye sach hai k mujhe tumse
Mohabbat hai,,
Ye bhi sach hai k main tumhari
chahat
hun..
Par meri zindagi me chahato ki
kami
to
nhi...
Rishte or bhi hai ek sirf tum hi to
nhi.."
Apni zaat k is pehlu se ajj
milwaaon
tumhe..??
Main kya hun, kaise hun
batlaaon tumhe..??
Apni Maa ki tabiyat hun main,
Izzat hun apne Papa ki,

Broken Heart story

Broken Heart story

Ek ladka our ladki
ek dusre se bahut pyar
karte the..

Wo hamesha ek
saath jeene marne
ki kasme khaya karte
the..
Par wo ladki hindu
thi aur ladka
muslim tha..
Ladki janti thi ke uske
mumma papa kabhi
unke pyar ko kabul nahi
karenge..Isliye
usne us ladke se baat kar ke
us
ko bhul jane ko
kaha..
Ladke ne usko bahut samjhane ki
koshish
ki par wo ladki
nahi maani..Wo apne dil pe