Bin Aapke Kuch Bhi Aacha Nahi Lagta

Bin Aapke Kuch Bhi Aacha Nahi
Lagta,
Ab Mera Wajood Bhi Saccha Nahi
Lagta.
Sirf Aapke Deedar K Intezaar Me Kat
Rahi Hai
Zindagi..,
Varna Kabki Maut Ki Aagosh Me So
Jati
Ye
Zindagi.
Laut Aao K Aapke B’gair Ek Lamha
Nahi
Kat
Ta
Bin Aapke Kuch Bhi Accha Nahi
Lagta...

lamha - lamha sanse 'Khatam' ho rahi hai

lamha - lamha sanse 'Khatam' ho rahi hai

zindagi maut ke pehlu me so rahi hai

us 'Bewafa' se mat pucho mari maut ke wajah

wo to bas zamane ko 'Dikhane' ke liye ro rahi hai

Apni Aankhon Me Chupa Lo Mujh Ko Muhabbat Agar Karte Ho Tun Chura Lo Mujh Ko

Apni Aankhon Me Chupa Lo Mujh Ko
Muhabbat Agar Karte Ho Tun Chura Lo
Mujh Ko
Khone Ka Agar Khoof Hai Toh
Dil Ki Har Dharkan Me Basa Lo Mujh Ko
Dhoop Ho Yah Sehra Ho Tere Sath
Chalenge
Yaqeen Na Aaye Toh Aazma Lo Mujh Ko
Tere Dukh Ko Seh Lenge Hans Kar
Apne Badan Ki Chadar Bana Lo Mujh Ko
Sahil Se Pehle Chor Toh Na Do Ge
Abhi Aagaze Safar Me Bata Do Mujh Ko
Zindgi Bhi Tere Naam Kar Denge
Apne Bazuon Me Chupa Lo Mujh Ko......

humne bhi kisi se pyar kiya tha kam nahi beshumar kiya tha

humne bhi kisi se pyar kiya tha

kam nahi beshumar kiya tha

zindagi badal gayi thi tab usne kaha ke

pagal tu sach samjh baitha

meine to mazak kiya tha