Lakshmi ka Hath ho,Saraswati ka Sath ho

Lakshmi ka Hath ho,Saraswati ka Sath ho,Ganesh ka niwas ho,
aur maa durga ke ashirwad se Aapke jeevan mai prakash hi prakash ho...
‘HAPPY NAVRATRI’

Navratri ke is pawan parw par maa

Navratri ke is pawan parw par maa naina devi apke naino ki rakasha kare
maa chintpurni apke sabhi chinta dur kare, maa kamna devi aapki sabhi manokamna puri kare
Happy Navratri

Chand ki chandani

Chand ki chandani, Basant ki bahar. Phoolo ki khushbu, Apno ka pyar.
Mubarak ho aapko NAVRATRI ka Tyohar. Sada khush rahe aap aur apka Parivar.

Jagat paalan haar hai maa,

Jagat paalan haar hai maa,
mukti ka dham hai maa.
hamari bakti ke adhar hai maa,
ham sab ki raksha ki avatar hai maa.
'happy navaraatri'