Mujhko rula kar wo bhi to roya hoga, Chehra ansuo se usne bhi to dhoya hoga, Agar na kiya hasil kuch humne pyar mein, To kuch na kuch To us ne bhi khoya hoga…
Bhul jana use jisne apko bhulaya ho... Mat dekhna use jisne apko rulaya ho... Parkabhi na khona us shaks ko... Jisne apni ankhen bhigokar bhi apko hasaya ho...
Mohabbat vo khazana hai jo kabhi kam nahi hota,♥ Hai jiske pass yeh daulat use koi gam nahi hota,♥ Jo log nibhate hai sacche dil se Mohabbat ka rishta,♥ Unke liye to mohabbat mein jina kisi jannat se kam nahi hota....
Rulana har kisi Ko Aata hai, hasana kisi Kisi ko Aata hai, rula ke jo mana le wo sacha yar hai, or jo rula ke khud bhi ansu bahaye wo sacha pyar hai...