Har roj fariyaad karoge,

Har roj fariyaad karoge,
Mehfil me nahi to tanhai me yaad karoge,
Hum sa na mile hai na milega is dunia me,
Kabhi to apni kismat par naaz karoge…

Kabhi jazbat to kabhi yadon ko bayan karte hain

Kabhi jazbat to kabhi yadon ko bayan karte hain,
Kabhi aansu to kabhi dard piya karte hain,
Aap humein bhool na jayen isliye waqt baywaqt msg kiya karte hai..

Koi Kehta Hai Dosti Nasha Ban Jaati Hai

Koi Kehta Hai Dosti Nasha Ban Jaati Hai,
Koi Kehta Hai Dosti Saja Ban Jaati Hai,
Par Dosti Agar Sacchi Dil Se Karo
To Dosti Jeene Ki Wajah Ban Jaati Hai. 

Bhulana aapko na asaan hoga

Bhulana aapko na asaan hoga.
Bhule jo aapko wo naadaan hoga,
Aap baste ho dil me hamare,
Aap hame na bhule ye aapka ehsaan hoga..