Muskurahat se zada Ansoo

Muskurahat se zada Ansoo
khaas hote hain Pata hy kyu?
.
Q k Muskuraht to sb k lye hoti
he
.
Magr Aansu sirf un k lye hote
hain
.
"Jinhein Hm Khona Nhi
Chahte"..!!

Ek Baat bolu...

Ek Baat bolu...

Life me kbhi bhi kisi ke peche jyada
mat pado,

usse uske dil me aap ke liye pyar to
badhe ga nhi par aap apni bhi respect
kho do ge..!!

its true...

Ek ladka aur ek ladki dono dost

Ek ladka aur ek ladki
dono dost
the.
.
Wo ladki hamesha usko
msg
bhejti thi..
.
wo ladki us ladke ko
apna best
friend maanti thi,
.
par wo ladka usko apna
sirf
friend hi maanta tha..
.
Ek raat us ladki ne usko
ek msg
bheja,
.
ladkene dekha uska
msg aya hai, par wo
bina msg Padhe hi
so gaya...
.
Dusre din us ladkene
ladki ko call
kiya,
.
phone uski maa ne
uthaya.
.
"Kal raat us ka accident
hogaya
aur usme us ladki
ki maut ho gayi.."
.
Tab us ladkene uska kal
raat bheja
hua msg dekha,
usme likhatha,
.
"Hi dost, plz tum
tumare gharke
samne aa jao,
.
mera accident ho gaya
hai, plz
help me I need u..."
.
Yaad rakhna DOST kabhi
bhi kisi
ka CALL ya MSG
.
aaye to use usi waqt
par receive
karna kyun ki,
.
"Aap k zindagi ke do pal
kisi ko
zindagi de sakte hai.

Ek boy ne apni

Ek boy ne apni
girlfrind ki ankho me
anshu dekhe......
ladke ne usko gale
lagaliya....
.
ladki fir b roti rahi.
.
Ladke ne kaha tum kyo
ro rahi ho....
Ladki ne kaha.....agr mere har ansu Se
tum
mujhe gale
lagate ho. To me hamesa rona chahti hu..