Hum aaj bhi Manzil ki khoz mein hai , Magar jindgi ki Musaaften badal gyi.
Khushio ki bhi talash hai Magar,is Dil ki Rahein badal gyi.
Kuch Aisi Tamanaye bhi thi Dil mein jo aa na saki kabhi hassil mey ,
Wo shanasa badley,Wo ehley karam badal gaye, Unki chahtey badal gyi.
Ayi na Raas humko Wo wisaale yaar ki ghadia,Mehboob nigahe badal gye,
Wo yaari,Woh Mohbatein badal gyi.
Ab kya Mangey hum unsey unki jafaon ka hisaab,Rafeeq hi jab badal gye,
Toh Rafaaqten badal gyi. Roz'e Mehsher kya hoga, Humsey dil jalon ka hisaab ,
Usdin ka sama hai Roj yeh jahan ab toh "FAHMI" qayamten babal gyi.©www.smsinhindi.com

No comments:
Post a Comment