Rakhi Ko Tyonhar Tha,
Rakhi Bandhane Ko Bhai Taiyar Tha,
Bhai Bola bahna meri ab to rakhi bandh do,
Bahna Boli, Kalai Peechhe karo,
Pahale Rupae Hazaar do.
----------------------------------------
Rasmalaai?
Nope!
Gulab jaman?
Nah!
Let me c..
How bout jalebi?
Hmm...
Nope!
Damn!
Still cant find
anything as sweet
as U.
Happy Raksha Bandhan
----------------------------------------
Sister is someone who is caring and sharing.
Sister can understand things you never said.
She can understand pain which is not visible to anyone.
I love my sister.
----------------------------------------
I long for the day through the year
that you so ceremoniously tie rakhi
on my wrist and pray for my well being.
Dear Sis, I wish that our bond grows stronger everyday.
----------------------------------------
This msg is for the most wonderful
sisters of this world �-badi and chhoti.
Thank u didi for always being there on my
side and for helping me in those infinite
ways which I cannot even remember�
----------------------------------------
Near or far wherever u r,
My best wishes r with U,
Tum jiyo hazaron saal,
May success & joy be yours everyday,
Yehi hai meri wish dil se!
"Happy Raksha Bandhan"
----------------------------------------
"Those are the same stars, and that is the same moon,
that look down upon your brothers and sisters,
and which they see as they look up to them,
though they are ever so far away from us, and each other."
----------------------------------------
To the outside world, we all grow old.
But not to brothers and sisters.
We know each other as we always were.
We know each other"s hearts.
We share private family jokes.
We remember family feuds and secrets, family griefs and joys.
----------------------------------------
BHAGWAN KARE JIVAN ME
APKO KHUSHIYA HAZAAR MILE,
MUJHSE BHI ACHHA YAAR MILE,
APKI GIRLFRIEND APKI RAKHI BANDHE,
AUR APKO EK AUR BAHAN KA PYAR MILE.
----------------------------------------
Har ladki ko aapka inteezar hai
Har ladki aapke liye bekaraar hai
Har ladki ko aapki aarjoo hai
Yeh aapka koi kamaal nahi
Kuch din baad 'Rakhi' ka tyohar hai!
----------------------------------------
Kya Bataoo Yaaro
Meri Kismat Ki Kahani
Kuch Is tarah Likhi Gai
Jin Hatho Se Gulab Dena Chahta Tha
Unhi hatho me vo Rakhi Bandhkar Chali Gai.
----------------------------------------
Aati Thi Jaathi Thi
Hansti Thi, hansati thi
Bhagati Thi, Bhagaati Thi
Bolti Thi, Bulwati Thi
Per aaj pata chala ki
vah mujhe rakhi bandhana chahati thi.
----------------------------------------
Usane hathon pe mahendi laga rakhi thi,
Humne usaki doli saja rakhi thi,
Hume pata tha wo bewafa nikalegi,
Isliye humne usaki bahen bhi pata rakhi thi.
----------------------------------------
Rishta hai janmo ka hamara,
Bharose ka aur pyaar bhara,
Chalo, ise bandhe bhaiya,
Rakhi ke atut bandhan mein.
----------------------------------------
HOLI IS COLORFUL, DIWALI IS LIGHTFUL AND BRIGHTFUL,
RAKHI HAS MADE OUR RELATIONSHIP POWERFUL.
----------------------------------------
Agar aap bus, train, plane ya kahin se bhi aa ya jaa
rahe ho aur kisi mahila ke haath mai phool, dhaga,
chain ya chamakti hui koi bhi vastu dekhen.
To turant wahan se hat jayen.
Yeh vastu Rakhi ho sakti hai.
Aapki zara si laparwahi apko Bhai bana sakti hai…
Janhit mai jaari!!!
----------------------------------------
Rishta hai janmo ka hamara,
Bharose ka aur pyaar bhara,
Chalo, ise bandhe bhaiya,
Rakhi ke atut bandhan mein.
Sama Tah Suhana Suhag Raat Ka Tha
Bahana Dulha Mood Me Tha
K Dulhan Se Sune Koi Gana
Dulhan Ne Shuru Kiya Gana
??? ??? ??? ??? ???
Bhaiya Mere Rakhi K Bandhan Ko Nibhana
----------------------------------------
Har Ilzam Ka Haqdar Vo Hame Bana Jati Hai
Har Khata Ki Saza Vo Hume Bata Jaati Hai
Hum Har Baar Khamosh Rah Jate Hai Kyonki Who
Har Baar Raksha Bandhan Ka Darr Dikha Jaati Hai
----------------------------------------
Holi Karati Tan Ki Safai
Diwali karati Dhan Ki Safai
Rakhi Karati Man Ki Safai
Aur Patni Karati Man Ki Safai...
No comments:
Post a Comment