Hum ruthe the jinse wo manane bhi na aaye
Jisne diye the dard wo batane bhi na aaye
Jinko hasane ke liye majak ban gaye hum
Hume rota dekh kar wo hasane bhi na aaye
Jiske liye mene ujaad li hasti apni
Wo meri dunia basane bhi na aaye
Chod gaye hume rota hua dekh ker
Yaari tutne ka gum dikhane bhi na aaye
`
Kabhi pas to kabhi door ho gaye
Wo to pyar nibha na sake
Per hum uske liye bewafa zaroor ho gaye
Kya galti thi hamari hum puchte rahe
Wo kehte rahe hum mazboor ho gaye
Hum mangte rahe dua unki khushiyon ki
Wo hame hi chod kisi or ki aankhon ke noor ho gaye
Wo sochte rhe ke khush hain hum
Per hum to tut ker ander tak churo chur ho gaye
Hume pyar karne ki mili saja
Or wo maar ke hame bekasoor ho gaye
`
Jisne diye the dard wo batane bhi na aaye
Jinko hasane ke liye majak ban gaye hum
Hume rota dekh kar wo hasane bhi na aaye
Jiske liye mene ujaad li hasti apni
Wo meri dunia basane bhi na aaye
Chod gaye hume rota hua dekh ker
Yaari tutne ka gum dikhane bhi na aaye
`
Kabhi pas to kabhi door ho gaye
Wo to pyar nibha na sake
Per hum uske liye bewafa zaroor ho gaye
Kya galti thi hamari hum puchte rahe
Wo kehte rahe hum mazboor ho gaye
Hum mangte rahe dua unki khushiyon ki
Wo hame hi chod kisi or ki aankhon ke noor ho gaye
Wo sochte rhe ke khush hain hum
Per hum to tut ker ander tak churo chur ho gaye
Hume pyar karne ki mili saja
Or wo maar ke hame bekasoor ho gaye
`
No comments:
Post a Comment