(Sachcha Pyar
Dhokha Nahi Deta) Ek ladka tha jo ek ladki se
bahut pyaarb karta tha. Ladki
bhi ladke se bahut pyaar karti
thi. Donon har samay ek sath
hi rahte the. Ladka bahut hi
romantic nature ka tha. Vo har roz us ladki ko ek poem
likh kar deta tha. Is tarah se
us ladke ne ladki ko 1000
poems likh kar di. Vo ladka us ladki ke papa ki
company mein hi job karta
tha. Vo bahut smart bhi nahin
tha aur uska future koi bahut
bright nahin tha. Par tha vo
mehnati. Apne kam mein hamesha 100 % diya karta tha. Lekin ek din us ladki ne ladke
se kaha ki ab hamara rishta
aur nahin chal sakta. Mujhe
nahin lagta ki tumhare sath
mera koi future hai. Ladke ke
dil par badi chot lagi. Lekin usne kuchh kaha nahin. Vo
chupchap apne ghar laut aaya.
Kuchh din to vah bahar kahin
nahin gaya, job par bhi nahin. Lekin fir usne faisla kiya ki vo
apna future bana ke rahega.
usne ladki ke papa ki
company se resign de kar
apna khud ka busyness shuru
kar diya. Usne din rat mehnat ki. Na din dekha na rat, bas
kam kam kam. Aur fir ek din
aaya jiska use intzaar tha. Uski
company itni badi aur
profitable ho gai ki uski
company stock exchange mein listed ho gai. Apni company ki stock listing
ki party k eagle din vo us
ladki ke ghar gaya. Usne socha
ki ab us ladki ko manna
padega ki mera bhi kuchh
future hai. Main bhi kuchh ban chukka hoon. Lekin jab vo us ladki ke ghar
gaya to use dhakka laga. Use
us ladki ke parents ne bataya
ki us ladki ko cancer tha aur
vah to un donon ke
separation ke 2 mahine bad hi mar gait hi. Ab us ladke ki samajh mein
aaya ki uski girl friend ne use
dhokha nahin diya tha. Usne
ye nahin kaha tha ki us ladke
ka koi future nahin hai. Usne
kaha tha ki us ka khud ka future us ladke sath nahin hai.
Use cancer tha aur ye bat use
pata thi ki vah apne boy
friend ka sath jindagi bhar
nahin nibha payegi. Isiliye
usne uska sath chhodne ka bahana kiya jisse uske dost ko
dil pe dukh na ho. Us ka din l
na tute. Vah ladka apne pyaar ko yad
karke ro pada aur kah utha.. I
Love You. Aaj bhi main jo
bana hoon, sab tumhare pyar
ki vajah se. Par aaj tum mere
sath nahin ho to meri is success ka kya fayda…